Shama Hai Bujhne Wali Lyrics & Tabs by Noor Jehan

Shama Hai Bujhne Wali

guitar chords lyrics

Noor Jehan

Album : Noor Jehan Awarded Jhankar pakistani PlayStop

izat walooo mujheee.btaooo
me kis dar pee.jaooooooooo
koi jurm nahi hai phir bii...

me mujrim kah laooooo...
shama hai bujhne wali
rat hai dhalney wali
shama hai bujhne wali
rat hai dhalney wali
sun le parwanee.
sun le parwaney ke ab.
jaaan hai nikalney wali
shama hai bujhne wali
mujhko is dunya ne
thukraya hai pathar ki tarah
har khushi ruth gayi

mujhko is dunya ne
thukraya hai pathar ki tarah
har khushi ruth gayi
mujhse mukaddar ki tarah
har khushi ruth gayi
mujhse mukaddar ki tarah
koi surat nahi ab...
koi surat nahi abb.
ghum se sambhalne wali
shama hai bujhne wali
mera kuch haq to nahi.
tere karmo pe magar
akhri bar tujhe dekh lo
mein eik nazar.
akhri bar tujhe dekh lo
mein eik nazar.
zindagi dard ke.
zindagi dard ke ab
shaano me hai jalne wali
shama hai bujhne wali.
shama hai bujh ne wali
rat hai dhalne wali
shama hai bujh ne wali
rat hai dhalney wali
sun le parwanee.
sun le parwanee k ab
jaan hai nikalney wali
shama hai bujhne wali
DAAG SEENE KE ZAMANEY KO DIKHAON KESE
MERA MUNSIB MERA QATIL HAI BTAON KESE
MAAN KI AAGOSH SE BETI KO CHHORANE WALOO
APNI IIZAT SAREYY BAAZAR NACHANNEY WALOO
ME KHATA WAR HOON TO MUJHKO SAZA DI JAYE
WARNA YE RASSM ZAMMANEY SE MITTA DI JAYE
BAND KAR DI JIYE IN HUSN KE BAZARO KO
AUR SAZA DI JIYE IIN JESE KHARIDARO KO
JINKO RISHTO KI BI PAHCHAN NAHI
YEH RIYAKKAR HAAIN INSAAN NAHI

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0081 sec