Jawan Hai Mohabbat Lyrics & Tabs by Noor Jehan

Jawan Hai Mohabbat

guitar chords lyrics

Noor Jehan

Album : 1939 to 1947 Vol-2 pakistani PlayStop

Jawaan hai muhabbat
Haseen hai zamaanaa
Lutaayaa hai dil ne khushi

Kaa khazaanaa
Jawaan hai mohabbat
Haseen hai zamaanaa
Lutaayaa hai dil ne khushi
Kaa khazaanaa
Muhabbat karen khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Muhabbat karen khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Na soche hamen kyaa

Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Na soche hamen kyaa
Kahegaa zamaanaa
Kyaa kahegaa zamaanaa
Jawaan hai mohabbat
Haseen hai zamaanaa
Lutaayaa hai dil ne khushi
Kaa khazaanaa
Abhi tak mujhe yaad hai wo
Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Abhi tak mujhe yaad hai wo
Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Na bhoolegaa bachpan ka
Rangeen zamaanaa
Haan rangeen zamaanaa
Jawaan hai mohabbat
Haseen hai zamaanaa
Lutaayaa hai dil ne khushi
Kaa khazaanaa
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Kisine na dekhaa kisine na
Jaanaa
Haan kisine na jaanaa
Jawaan hai mohabbat
Haseen hai zamaanaa
Lutaayaa hai dil ne khushi
Kaa khazaanaa
Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aayaa
Laut aayaa
Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aayaa
Laut aayaa
Milaa hai mujhe zindagi ka
Bahaanaa
Zindagi ka bahaanaa
Jawaan hai mohabbat,
Haseen hai zamaanaa
Lutaayaa hai dil ne khushi
Kaa khazaanaa.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0130 sec