Dil Tadap Tadap Ke Lyrics & Tabs by Mukesh & Lata Mangeshkar

Dil Tadap Tadap Ke

guitar chords lyrics

Mukesh & Lata Mangeshkar

Album : Madhumati hindi PlayStop

Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhee ja
Too humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhee ja) - (2)
(Too nahee toh yeh bahar kya bahar hai

Gul nahee khile ke teraa intejar hai) - (2)
Ke teraa intejar hai - (2)
Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhee ja
Too humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhee ja
(Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sada
Tumharee ho chukee hu mai, tumhare pas hu sada) - (2)
(Tum se meree jindagi ka yeh singar hai
Jee rahee hu mai ke mujhko tumse pyar hai) - (2)
Ke mujhko tumse pyar hai - (2)
Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhee ja
Too humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhee ja
Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sada

Tumharee ho chukee hu mai, tumhare pas hu sada
(Muskurate pyar ka asar hai har kahee
Ham kahan hain dil kidhar hai kuchh khabar nahee) - (2)
Kidhar hai kuchh khabar nahee - (2)
Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhee ja
Too humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhee ja
Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sada
Tumharee ho chukee hu mai, tumhare pas hu sada

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0041 sec