Tumne Kisi Ki Jaan Ko (From "Rajkumar") [1964] Lyrics & Tabs by Mohammed Rafi

Tumne Kisi Ki Jaan Ko (From "Rajkumar") [1964]

guitar chords lyrics

Mohammed Rafi

Album : Bollywood Songs (1946-1974), Vol. 2 bollywood PlayStop

Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar

Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Kyaa jaane kis qusoor ki
Dee hain mujhe sazaayen
Kyaa jaane kis qusoor ki

Kyaa jaane kis qusoor ki
Dee hain mujhe sazaayen
Kyaa jaane kis qusoor ki
Dee hain mujhe sazaayen
Deewaanaa kar rahi hain
Taubaa shikan adaayen
Zulfon mein munh chhupaakar
Zulfon mein munh chhupaakar
Mujhko lubhaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Ghabraa rahi hai khud bhi
Bechain ho rahi hai
Ghabraa rahi hai khud bhi
Bechain ho rahi hai
Apne hi khoon-e-dil mein
Daaman dubo rahi hai
Bejaan rah gaye ham
Bejaan rah gaye ham
Wo muskuraa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Masti bhari ghataaon
Ab jaake rok lo tum
Masti bhari ghataaon
Ab jaake rok lo tum
Tumko meri qasam hai
Samjhaa ke rok lo tum
Uski judaayi dil par
Uski judaayi dil par
Nashtar chalaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Meri jaan jaa rahi hai
Meri jaan jaa rahi hai.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0150 sec