Tera Phoolon Jaisa Rang Lyrics & Tabs by Lata Mangeshkar & Kishore Kumar
Tera Phoolon Jaisa Rang
guitar chords lyrics
Tera phoolon jaisa rang
Tere sheeshe jaise ang
Padi jaise hi nazar
Main to reh gaya dang
Aate-jaate kare tang
Tere achchhe nahin dhang
Main to karoongi sagaayi
Kisi doosare ke sang
Ho mere hote koyi aur
Kare tere baare gaur
Ho mere hote koyi aur
Kare tere baare gaur
Yeh na hoga kisi taur
Chaahe chalein chhuriyan
Yeh na hoga kisi taur
Yeh na hoga kisi taur
Chaahe chalein chhuriyan
Yeh na hoga kisi taur
Chaahe chalein chhuriyan
Seedhe-seedhe haan karti hai
Ya chalna hai thaane
Seedhe-seedhe haan karti hai
Ya chalna hai thaane
Thane jaate-jaate mar gaye
Tujhse kayi deewane
Arre thane jaate-jaate mar gaye
Tujhse kayi deewane
Yunhi nakhre na kar
Teri choti ko pakad
Yunhi nakhre na kar
Teri choti ko pakad
Tujhe laaunga main ghar
Chaahe chalein chhuriyan
Ho tujhe laaunga main ghar
Chaahe chalein chhuriyan
Haaye teri baat hai ajab
Arre ho le hona hai jo ab
Tujhe meri hi kasam
Kahin dhana na gazab
Ho tujhe chhodenge na hum
Chaahe roke hamein rab
Tu hai itna hi tang
To main rangi tere rang
Le main chali tere sang
Chaahe chalein chhuriyan
Le main chali tere sang
Chaahe chalein chhuriyan
Dil aane ki baat hai
Jab jo lag jaaye pyara
Dil par kiska zor hai
Dil ke aage har koi hara
Haaye o mere yaara
Dil aane ki baat hai
Jab jo lag jaaye pyara
Dil par kiska zor hai
Dil ke aage har koi hara
Haaye o mere yaara
Dil milne se tera-mera mel hai
Dil milna mukaddaron ka khel hai
Dil milne ka mela yeh jahan hai
Dil milne se duniya jawan hai
Teer ishq wala koi maane
Ya na maane be-kamaan hai
Dil aane ki baat hai
Jab jo lag jaaye pyara
Dil par kiska zor hai
Dil ke aage har koi hara
Haaye o mere yaara
Mohabbat har dil ka, aaha
Mohabbat har dil ka armaan
Mohabbat har dhadkan, aaha
Mohabbat har dhadkan ki jaan
Kisi se kar le tu
Kisi se kar le tu pehchan
Kisi ko de-de dil
Kisi ko de-de dil aur jaan
Kisi ko rakh dil mein, kaise
Kisi ko rakh dil mein mehmaan
Kisi ke reh dil mein, achcha
Kisi ke reh dil mein mehmaan
Jawani aati hai, haaye
Jawani aati hai ik baar
Yeh mausam rehta hai, aaye haaye
Yeh mausam rehta hai din chaar
Na khona is rut ko, kyon
Na khona is rut ko bekaar
Nahin nit khilta, kya
Nahin nit khilta yeh gulzar
Kisi se kar lena, kya
Kisi se kar lena ikraar
Kisi se le lena, kya
Kisi se le lena ikraar
Kisi ki khatir ho badnaam
Yehi hai dilwaalon ka kaam
Zamana chaahe de ilzaam
Samajh har tohmat ko inaam
Kisi se le dil ka, aaha
Kisi se le dil ka paigam
Kisi ko de dil ka, aaha
Kisi ko de dil ka paigam.