O Jaane Wale Chand Zara Muskura Ke Ja (From "Bazaar ") Lyrics & Tabs by Mohammed Rafi

O Jaane Wale Chand Zara Muskura Ke Ja (From "Bazaar ")

guitar chords lyrics

Mohammed Rafi

Album : Greatest Hits of Mohammed Rafi Best of His Evergreen Bollywood Hit Hindi Songs bollywood PlayStop

O jaane wale chand
Zara muskura ke ja
Zara muskura

Zara muskura ke ja
Zalim jara nazar se
Nazar to milake ja
O jaane wale chand
Zara muskura ke ja
Aaya tha
Aaya tha koi mast
Jawani liye hue
Aaya tha koi mast
Jawani liye hue
Raftar mein nadi ki
Rawani liye hue

Jawani liye hue
Raftar mein nadi ki
Rawani liye hue
Aankho mein saukhiyo
Ki kahani liye hue
Kehdo use ke ek jhalak
To dikha ke ja
O jaane wale chand
Zara muskura ke ja
Zara muskura
Zara muskura ke ja
Daulat hai jinke pas
Wo kitne hai khusnasib
Ham dur dur aapke
Wo aapke karib
Mana ke hum garib hai
Dil to nahi garib
Daulat to aazmayi hai
Dil aazma ke ja
O jaane wale chand
Zara muskura ke ja
Zara muskura
Zara muskura ke ja
Bhagwan kuch to
Pyar sikhaye
Meri tarah bhagwan
Bhagwan tujhko
Pyar sikhaye meri
Dil mein tere bhi aag
Lagaye meri tarah
Raato ko tujhko nind na
Aaye meri tarah
Ya dard liye ja ya mera
Gam mitake ja
O jaane wale chand
Zara muskura ke ja
Zara muskura
Zara muskura ke ja.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0164 sec