Haal Kaisa Hai Janab Ka (From "Chalti Ka Naam Gaadi") Lyrics & Tabs by Kishore Kumar & Asha Bhosle

Haal Kaisa Hai Janab Ka (From "Chalti Ka Naam Gaadi")

guitar chords lyrics

Kishore Kumar & Asha Bhosle

Album : For Ever (Bollywood Songs)PlayStop

Ibtada-e-ishq mein hum saari raat jaage Allah jaane kya hoga aage Ho maula jaane kya hoga aage Dil mein teri ulfat ke bandhne lage dhaage Allah jaane kya hoga aage Maula jaane kya hoga aage Kya kahun kuchh kaha nahi jaaye Bin kahe bhi raha nahi jaaye Kya kahun kuchh kaha nahi jaaye Bin kahe bhi raha nahi jaaye Raat bhar karvat main badloon Dard dil ka saha nahi jaaye Neend meri aankhon se door door bhaage Allah jaane kya hoga aage Ho maula jaane kya hoga aage Dil mein teri ulfat ke bandhne lage dhaage Allah jaane kya hoga aage Ho maula jaane kya hoga aage Ibtada-e-ishq mein hum... Dil mein jaagi preet ki jwaala Jab se maine hosh sambhaala Dil mein jaagi preet ki jwaala Jabse maine hosh sambhaala Main hoon tere pyaar ki seema Tu mera raahi matwaala Mere mann ki veena mein Tere raag jaage Allah jaane kya hoga aage Ho maula jaane kya hoga aage Ibtada-e-ishq mein hum saari raat jaage Allah jaane kya hoga aage Ho maula jaane kya hoga aage Ibtada-e-ishq mein hum Tune jab jab aankh milaayi Dil se ek aawaaz ye aayi Tune jab jab aankh milaayi Dil se ek aawaaz ye aayi Chal ke ab taaron mein rahenge Pyaar ke hum do saudaayi Mujhko teri soorat bhi Chaand raat laage Allah jaane kya hoga aage Ho maula jaane kya hoga aage Ibtada-e-ishq mein hum saari raat jaage Allah jaane kya hoga aage Ho maula jaane kya hoga aage Ibtada-e-ishq mein hum...


Related Chords & Tabs with "Haal Kaisa Hai Janab Ka (From "Chalti Ka Naam Gaadi")"

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0103 sec