Duniya O Ri Duniya Lyrics & Tabs by Shilpa Rao
Duniya O Ri Duniya
guitar chords lyrics
o o o ri duniya
o o o ri duniya
hey o ri duniya
hey surmayi aankhon ke pyaalon ki duniya o duniya
surmayi aankhon ke pyaalon ki duniya o duniya
satrangi rango gulaalo ki duniya o duniya
satrangi rango gulaalo ki duniya o duniya
alsaayi sejo ki phulon ki duniya o duniya re
angdaayi tode kabutar ki duniya o duniya re
hey karwat le soyi haqiqat ki duniya o duniya
deewaani hoti tabiyat ki duniya o duniya
khwaaish mein lipati jarurat ki duniya o duniya re
hey insaan ki sapno ki niyat ki duniya o duniya
o ri duniya aa aa o ri duniya
o ri duniya aa aa o ri duniya
hey insaan ki sapno ki niyat ki duniya o duniya
o ri duniya aa aa o ri duniya
o ri duniya aa aa o ri duniya
yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai
yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai
yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai
mamata ki bikhri kahaani ki duniya o duniya
behano ki sisaki jawaani ki duniya o duniya
aadam ki hawwaas rishton ki duniya o duniya re
hey ey shaayar ke fike labjon ki duniya o duniya
o o o o o
ghaalib ke momin ke khaabon ki duniya
majaajo ke unn inkalaabon ki duniya
ghaalib ke mokin ke khaabon ki duniya
majaajo ke unn inkalaabon ki duniya
faiz firaako saahir o makhdum
bhir kijauk ki daago ki duniya
yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai
yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai
yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai
palchhin mein baaten chali jaati hai hai
palchhin mein raaten chali jaati hai hai
reh jaata hai jo sawera woh dhundhein
jalate maka mein basera woh dhundhein
jaisi bachi hai waisi ki
waisi bachaalo yeh duniya
apana samajhake apano ke
jaisi uthaalo yeh duniya
chhut put si baaton mein
jalne lagegi sambhaalo yeh duniya
kat putke ke raakhon mein
palne lagegi sambhaalo yeh duniya
o ri duniya aa aa aa o ri duniya
wo kahe hai duniya yeh itani nahi hai
sitaaron se aage jahaan aur bhi hai
hum hi nahi hai waha aur bhi hai
hamaari har ek baat hoti rahi hai
hamein aitraaj nahi hai kahi bhi
magar falsafa yeh bighad jaata hai jo woh kehate hai
aalim yeh kehta wahaan ishwar hai
aadil yeh kehta wahaan allah hai
khaatir yeh kehata wahaan isa hai
manjil yeh kehati tab insaan se ki
tumhaari hai tum hi sanbhaalo yeh duniya
ujale huye chand baasi chiraago
tumhaare ye kaale iraado ki duniya
ey o ri duniya o ri duniya o ri duniya